RANJEET KUMAR YADAV

RANJEET KUMAR YADAV
L P U
Powered By Blogger

Tuesday, October 26, 2010

ABOUT HUMAN

human ek khatar nakh machine hai.jo ki sochane ki chhamta rakhata hai.ham aaj ke daur me anek prakar ki machino ne prichit hai par o exactaly human or kah sakte hai ki natural nahi hai.es prakar ki machino ko ham chalate hai na ki khud.
hum bhi ek machin hai jo ki khud chalte hai par,hum apni jarurt ko mahsus kar lete hai jabki machin nahi.aaj kal artificial chije kaphi ban rahi hai.
ek din aesa aayega ki aadmi ke gud sutro ko khud banayege and admi paida kar dege.ab admi ki jarurat hi nahi ho gi yahi nahi kuchh samay bad agar kisi janwar ki thodi si haddi bhi mil jay to use fir se jivit kar dege.mujhe lagata hai ki ek din aayega jab daynasor,ancient human,many jo ki aaj ke yug me nahi hai par o kabhi hote the.
aur sabse interesting bat hai ki hum sukl bhi banayege yahi nahi hum sukl ek nhi do nhi bulki bahut jo ki asanmbhaw hai.........

i am Ranjeet kumar yadav jo ki history me kaphi ruchi rakhata hun........thanks

No comments:

Post a Comment