RANJEET KUMAR YADAV

RANJEET KUMAR YADAV
L P U
Powered By Blogger

Thursday, January 13, 2011

GOD HAI YA NAHI........

hum hai ya nahi is bisay par charcha karna kaphi kathin hoga ..
maiu aapse ek bat kahuga ki GOD exist or not.in my idea god does not exist because jab humari nas ko kat diya jay tohumara sara khun nikal jayega and hum mar jayege agar humari kidny fail ho jay to hum mar jayege to god kya role hai jo hum hai wahi hai ..god ka chakjar to dikhta nahi..agar god hota to duniya me atyachar ko rokata .aur to aur koi imandar aadmi nhi marta tab to imandari ko badawa milta .
mera kahne ka matlab ye hai ki laden ,daud,or so many don hai jo nahi hote. ye khud bachate hai to bach jate hai god ka koi roll nahi dikhata agar inhe koi marta hai to admi na ki god....
god nhi hai bas hum hai to hai hum jo karte hai vah agr dusro ko fayda pahuchata hai to hum thik hai nahi to hum kharab hai or hum don hai bas aaj itnahi........

No comments:

Post a Comment