RANJEET KUMAR YADAV

RANJEET KUMAR YADAV
L P U
Powered By Blogger

Sunday, January 16, 2011

ABOUT AATMA

Hum to ek machin hai jaisa ki aap log jante hai koi motor cycle ho.hum koi aatma ke chakkar me kyo pade .aur nahi to hume aatma ke naam se darate hai log aatma ko dard pahuche ga.es aadmi ko agar pani nahi pilaye to eski aatma ko dard pahuche ga.mai to kahta hun ki aadmi ko dard pahuche ga aatma ka chakkar kyo late ho .bichara ko pyas lagi aur pani na mile to aatma thode kahe gi tu ruk mai abhi jati hun pani piker aati hun tu tab tak baitha rah.
Aatma hoti to pyas nahi lagti aatma to aatma hai ese bhi pyas lagti hai to aadmi hi thik hai hum ek adbhut machinn hai.hume jaisi chije chahiye mai vaisi chijo ka upyog karte hai.agar hum thak jate hai to hum hi aaram karte hai na ki aatma,agar hum bimar padte hai to dawa hum khate hai na ki aatma.
Hamari sanskriti sadhu santo se bhari hui hai hume kya mila kuchh nahi hum in bekar ke chakkar me phase rahe agar hume gyat ho jata to hum aaj sabse aage hote.
Hum aaj western ki sabhyata ko la rahe kyo ki hume aaj usi ki jarurat hai naki aatma ki .aaj bhi kuchh log aatma ke chakkar me pade huye hai.vah log kab sudhare g eve log sab kuchhh dekh rahe hai phir bhi agyan bane hai hume to aatma ko khojna hai.
Agar hum ek bar mar gaye to sab kuchh usi din khatam ho gaya.agar hamari sans ruk gayi to hamari aatma nahi bachayegi agar hum doctor ke pas nag ye to phir kya hoga ……..
Hum doctor ke pas kyo jate hai taki hum achchhe rah sake naki aatma achhi rah sake .
Granth banana wale ne socha nahi hoga ki duniya me itna kuchh hoga wah sochate the ki bas itni duniya hai uanhe to khyal nahi aaya ki itna kuchh ho sakata hai.
Aaj hum technology ki kitab padte hai,granth ko bagal me rakh dete kyoki granth me thode likha hai ki mobile kaise banaye ..
Jis din science hume sab subidha de dega usdin dharm se parda uth jayega.
By:-
Ranjeet kumar yadav

No comments:

Post a Comment