RANJEET KUMAR YADAV

RANJEET KUMAR YADAV
L P U
Powered By Blogger

Tuesday, January 25, 2011

HOW TECHNOLOGY USE IN LIFE

Hume lagta hai ki kuchhh din bad chemistry and biology ek sath ho jayege.kyo ki biology me bhi study karne se yhi paya gaya ki jo chije ban rahi hai ve reaction se banti hai chahe garbh me bachche ka banana,chahe job hi ho sabh reaction se hota hai chemistry to nayi kranti hai jisse hum naye chijo ka nirman karte hai par biology thoda hat ke hai par hai sem.
Jaise ki koi tree ka seeds mitti se reaction karke ankurit ho jata hai,or mai kah sakta hun ki man and oman ke milne se bhi reactiom ho jata hai tabhi to ek bachche kanirman ho jata hai.chemistry to ek kranti hai jo yah parda uthati hai ki jo kuchchh ho raha hai wah reaction hai par aadmi samjhne ko raji hi nahi hai jab tak use proof na diya jay.
Hamne suna hai ki America me scientist ne parkhnali me bachcha paida kar diya.
Ek chote se reaction se kitani adbhut and ajib gatna ghata diya.hujhe lagata hai ki science itni tarkki karega ki khud aadmi ko or kuchch bhi banane me Samarth ho jayega.
Aur kuchch din bad to admi “aadha robot aur adha machine” ho gayega.maine suna hai ki ,electric aakh(eye) ban rahi hai yahi nahi electric hurt bhi ban rahe hai.jis din electric mind bhi ban gaya samjho duniya badal jayegi.god to duniya se bida ho rahe hai par aane wale samay me god ka namoo nisan mit jayega bas sabd hi rah jaye ga god.mujhe to lagta hai ki g…o..d kahi d…o…g na ho jay jaisa dekh raha hu kyoki ab to class one se hi technology ke bare me bataya jayega naki Ram,kabir etyadi.
Technology ko pooja jayega naki ram ko.yahi nahi kiso ko ramayan or kuran ,bible padne ka mauka hi nahi ahega.
Aajse kuchh sal bad log aaps me bat karege to kahege ki bhai ram ne to MAHABHARAT rach diya to dusra bolega ki han yaar SEETA ji ka chir haran huwa tha to ram gussa me ho gaye aur GITA rach di.
Kuchh log to confuse ho jayegi ki “kans” ko “Ran maare ya krishan”.
Chaliye baat ko agar na badaye to achha hai baat to baat hai ………………..

No comments:

Post a Comment